name="monetag" content="eac13f063b62c4d2bc988a39206013fc" Aam Khane Ke Fayde aur Nuksan in Urdu

Hot Posts

6/recent/ticker-posts

Aam Khane Ke Fayde aur Nuksan in Urdu

Introduction

Aam ek mashhoor fruit hai. Ye mukhtalif rango ka hota hai, is mein zyada tar green aur yellow hote hain. Kacha aam khatta hota hai.

Aam kay Faidey aur Nuksan

  1. Kacha aam khoon ke liye acha hota hai.
  2. Ye anto ko quwat deta hai.
  3. Aam meda, gurday aur masanay ko taqat deta hai.
  4. Aam der se hazam hota hai.
  5. Aam ka murabba phepron, dil aur masanay ko taqat deta hai.
  6. Aam ke hare patte aur dhaniya ragar kar peene se hichkiyan band ho jati hain.
  7. Aam ka achar bhi banaya jata hai.
  8. Aam ko choos kar khana chahiye.
  9. Aam ko baraf ya thanday pani mein thodi der rakh kar khana chahiye, warna ye galay mein kharash ka sabab banta hai.
  10. Aam khane ke baad aam ki lassi zaroor peeni chahiye.
  11. Aam khane se jism mota hota hai.
  12. Kalmi aam der hazam hota hai.
  13. Khata aam sehat ke liye nuksan de hota hai.
  14. Khata aam khane se galay aur danto ko nuksan hota hai.
  15. Aam ko bagair thanda kiye khane se jism par phori, phinsi nikal aati hain aur ankho ki bimariyon ka bhi sabab banta hai.
  16. Aam pyas ko door karta hai.
  17. Aam ka achar bhook barhata hai.
  18. Aam ka murabba dil aur meday ko taqat deta hai.
  19. Aam ka achar khane se tili kam hoti hai.
  20. Aam ke purane achar se sir ka gunj pun door hota hai.
  21. Aam zyada khane se meda kharab ho sakta hai.
  22. Aam mooh ki badbu ko door karta hai.
  23. Aam rang ko gora karta hai.
  24. Aam khane ke baad doodh zaroor peena chahiye.
  25. Aam ki chatni nihayat mufeed hai, meday aur jigar ko taqat deti hai.
  26. Aam benayi ko quwat deta hai.
  27. Aam khane se jism ki khushki, be-ranghi, kamzori door hoti hai, is ke baad kachi lassi zaroor peeni chahiye warna nuksan hoga.
  28. Aam ke patton ki chai peene se nazla, zukam, hichkiyan door hoti hain.
  29. AD

Note:

Aam ke waise to bohot se faide hain, lekin aam ke baad kachhi lassi na peene se nuksan bhi ho sakta hai.

Post a Comment

0 Comments